Mufti HALWA
sooji ka halwa khana mera Armaan tha,
Magar os mei nashe ki dawa se mein Anjaan tha,
Halwa khaate he din mei taare nazar agae,
Jab ke dekhna mujhe Muharram ka chand tha.
Bohot he meeta Halwa tha molana sahib,
Bavajod k mulk mei cheeni ka bohran tha.
Acha howa k wakt par hospital pohancha diya,
Warna raste me he to parta qabristan tha.
Hilal-e-Eid par ikhtilaf apne jaga, Magar halwa me "Naswar" milana kahan ka intikam tha.
Lo aur suno je Mufti muneeb ke.
Ke ye harkat karne wala zaror koe pathan tha
|